전체 공개 ・ 02.13

2026.02.12 (Thu)

Pana tha kya jo kho diya hai khudko kuch aesa bana diya jo na kabhi ban na tha wo hasi dab gai ,wo Khushi dabgai zhalkte asuo ne khud ko dabadiya hai kyu kyu kho gayi hu khudse dar lagne laga hai khudko itna tanaha aur udasi bhara kabhi nahi dekha

QR 코드

앱에서 친구를 팔로우하고 소식을 받아보세요!

QR 코드를 스캔해보세요